Emotional Shayari in Hindi | Best Emotional Shayari | Sad Shayari in hindi - Patsjokes

Emotion shayari



 Emotional Shayari in Hindi 

मुझे किसी के बदल जाने
का कोई गम नहीं
बस कोई था जिससे
ये उम्मीद नहीं थी
SAD SHAYARI


Mujhe Kisi Ke Badal Jaane
Ka Koi Gum Nahi
Bas Koi Tha Jisse
Ye Ummid Nahi Thi


वहां भी सब्र कर लिया
मैंने जहाँ मुझे रोना था

SAD SHAYARI in hindi

Wahan Bhi Sabar Kar Liya
Maine Jahan Mujhe Rona Tha

SAD SHAYARI FOR LOVER 



कहने को तो आंसू
अपने होते है
पर देता कोई और है
SAD SHAYARI FOR LOVER



Kehne Ko To Aansu
Apne Hote Hai
Par Deta Koi Aur Hai



ज़रूरी नहीं चुभे
कोई बात ही
बात न होना भी
चुभता है बहुत…
emotional shayari in hindi



Zaruri Nahi Chubhe
Koi Baat Hi
Baat Na Hona Bhi
Chubhta Hai Bahot…




छीन लेता है हर चीज़
मुझसे ऐ-खुदा
क्या तू मुझसे भी
ज्यादा गरीब है

sad shayari in gf bf


Cheen Leta Hai Har Cheez
Mujhse Ae-Khuda
Kya Tu Mujhse Bhi
Jayada Gareeb Hai


Heart Touching Sad Shayari  in hindi

ज़ब खामोश आँखों से बात होती है,
ऐसे ही मोहब्बत की शुरुआत होती है,
तुम्हारे ही खयालो में खोये रहते है,
पता नहीं कब दिन कब रात होती है…

HEART TOUCHING SAD SHAYARI


jab khamosh aankhon se baat hoti hai,
aise he mohabbat ki shuruat hoti hai,
tumhare he khayalo mein khoye rahte hai,
pata nahi kab din kab raat hoti hai…




चले गये है दूर कुछ पल के लिए,
मगर करीब है हर पल के लिए,
कैसे भुलायेंगे आपको एक पल के लिए,
जब हो चुका है प्यार उम्र भर के लिए…

HEART TOUCHING  SHAYARI


chale gaye hai door kuch pal ke liye,
magar karib hai har pal ke liye,
kaise bhulayenge aapko ek pal ke liye,
jab ho chuka hai pyar umar bhar ke liye…



फिर कुछ ऐसे भी मुझे
आजमाया गया
पंख कांटे गए, आसमान में
उड़ाया गया

SAD SHAYARI in hindi or english

Phir Kuch Ese Bhi Mujhe
Aajmaya Gya
Pankh Kate Gaye, Aansman Me
Udaya Gya




आइना आज फिर रिश्वत लेता
पकड़ा गया
दिल में दर्द था और
चेहरा हँसता हुआ पकड़ा गया


HEART TOUCHING SAD SHAYARI in hindi
Aaina Aaj Phir Rishwat Leta
Pakda Gya
Dil Me Dard Tha Aur
Chehra Hansta Hua Pakda Gya



कभी ज़िन्दगी एक पल में गुज़र जाती है
कभी ज़िन्दगी का एक पल भी नहीं गुज़रता
sad zindagi shayari


Kabhi Zindagi Ek Pal Me Guzar Jati Hai
Kabhi Zindagi Ka Ek Pal Bhi Nahi Guzarta

 Sad Shayari  in hindi


आपके आने से ज़िन्दगी कितनी ख़ूबसूरत है,
दिल में बसायी है जो वोह आपकी ही सूरत है,
दूर जाना नहीं हमसे कभी भूलकर भी,
हमे हर कदम पर आपकी ज़रूरत है…

emotional


apke aane se zindagi kitni khubsurat hai,
dil mein basayi hai jo woh aapki he surat hai,
door jana nahi hamse kabhi bhulkar bhi,
hame har kadam par aapki zarurat hai…



जिनकी किस्मत में हो
रोना
वो मुस्कुरा भी दे
तो आँसू निकल आते है
very sab shayari in hindi



Jinki Kismat Me Ho
Rona
Wo Muskura Bhi De
To Aansu Nikal Aate Hai



न अपने साथ हूँ
न तेरे पास हूँ
बस कुछ दिनों से
मैं खुद उदास हूँ


shayari in emotional

Na Apne Sath Hoon
Na Tere Pass Hoon
Bas Kuch Dino Se
Main Khud Udas Hoon





मैंने कहा बहुत प्यार
आता है तुम पर
वो मुस्कुरा कर बोले और
आता ही क्या है तुम्हे
love side shayari


Maine Kaha Bahut Pyaar
Aata Hai Tum Par
Wo Muskura Kar Bole Aur
Aata Hi Kya Hai Tumhe



उस के साथ रहते रहते हमें चाहत सी हो गयी,
उससे बात करते करते हमें आदत सी हो गयी,
एक पल भी न मिले तो नजाने बेचैनी सी रहती है,
दोस्ती निभाते निभाते हमें मोहब्बत सी हो गयी…

best emotional shayari in hindi

 Emotional Shayari 

Us Ke Sath Rehte Rehte Hamein Chahat Si Ho Gayi,
Usse Baat Karte Karte Hamein Aadat Si Ho Gayi,
Ek Pal Bhi Na Mile To Najane Bechaini Si Rehti Hai,
Dosti Nibhate Nibhate Hamein Mohabbat Si Ho Gayi….




Previous
Next Post »

1 Comments:

Click here for Comments
Anonymous
admin
3 December 2022 at 09:48 ×

Really good casino, plenty of chances to get free spins which is wager free. Aside from the colonial and, therefore western gambling traditions, Mahjong was 카지노사이트 legalised in the mid-20th century. However, in the intervening years, many of the schools that had been set up for this recreation have closed. This is partially end result of} altering culture in the city and the increase in its metropolitan multiculturalism. As you may expect, the British occupation and rule of Hong Kong in the days of the Empire affected all features of life in the then colony. In the 1800s, horseracing had turn into immensely popular, which led to the setting up of the Happy Valley racecourse and the Hong Kong Jockey Club.

Congrats bro Anonymous you got PERTAMAX...! hehehehe...
Reply
avatar

Ads